site under construction

.
News Update :
Home » » MeHmaaN

MeHmaaN

Main bikhra howa hon jaga
jaga mujh sai koe na tu sawal
kar
Meri kirchiyan hain chahar soo
inn pai rakh tu paon sambhal
kar Koe zakham ore na dai
mujhay main hazar tookron
main hon para
Meray jism-o-jaan k hijaab ko
na apnay haathon paamal kar Main rang-e-duniyan main
thha bassa jab teri husti sai
dooor thha
Yun smait lee main nay
zindagi teray aik gham ko
paal kar Meray hum nafas mujhay dai
saza teray payar main hon
mubtila
Kochh teer dil per tu chala
kochh ore seenay ko laal kar Kabhi rasm-e-ulfat bhe tu
nibah koe muskuraaiy tau
muskura
Kabhi gham zadon ke khabar
bhe laiy ashaq aphni ankhon
main daal kar Meray paishwar meray hum
sufer dooor ja na mujh ko
chhor kar
Main bhattuk raha hon idher
udher mujhay ore tu na bay
haal kar Rehay charagar shaukat judda
yunhi umer beeti khafa khafa
Ye rabt-e-ulfat ka khail thha
na dil ko apnay nidhaal kar..
Share this article :
 
Company Info | Contact Us | Privacy policy | Term of use | Widget | Advertise with Us | Site map
Copyright © 2014. ELECTRIC PLUS . All Rights Reserved.
Design Template by electric plus | Support by creating website | Powered by Blogger