site under construction

.
News Update :
Home » » Koi gham,

Koi gham,

Koi gham, Koi Hijr-e-Aabshaar
bhi nahi
Dil ko magar pehla sa qarar bhi
nahi Talaash kar rehzano ke beech
gham khawaro ko
Tere shehar ke sabhi loag
adakaar bhi nahi Haatho se apnay hi ghont dia
ghala mohabbat ka
Bharay shehar mai hum sa koi
Nadaar bhi nahi Badal gya bichar kar, yun
khad-o-haal tera
Chehray par ab tere wo Gull-
Azaar bhi nahi Kaha tha tum ne ke bhula de
gaye ab uss ko
Aye dil-e-nadan tujh sa
Ghadaar bhi nahi Na nikaal mujhe apnay dil se
Malazmo ki tarha
Mere pass to aur koi Rozgaar
bhi nahi " Hasnain " Barsoo ke baad
mila to yu laga mujh ko
Darmyan hamaray ab Ana'a ki
deewar bhi nahi.…
Share this article :
 
Company Info | Contact Us | Privacy policy | Term of use | Widget | Advertise with Us | Site map
Copyright © 2014. ELECTRIC PLUS . All Rights Reserved.
Design Template by electric plus | Support by creating website | Powered by Blogger