Bohat gumaan tha mausam
shanas honey ka
Wohi bahana bana hai udaas
honey ka Badan ko garh liya zakham ke
gulabon se
Tu shok pura kar khush libas
honey ka Fiza mehkne lage roshni
jhalakne lage
To yeh nishan hai tere aas pass
honey ka Gulon ke beech woh chehra
khila, to har titli
Tamasha karne lagi, bad
hawas honey ka Usy bhi shok tha bewajah dil
dukhaney ka
So hum ne khel rachaya udaas
honey ka Naye safar pe rawana tou
hum bhi ho jate
Bas intizar tha mausam ke
raas hone ka (Khush Libas:Well Suited)(Bad
Hawas:Confused)
(Rawana:Depart)
(Raas:Compatible)..
Bohat gumaan tha mausam shanaas honey ka.
Related posts:
If you enjoyed this article just click here, or subscribe to receive more great content just like it.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)