Ab ke ehsaan jataney bhi
nahin aya koi
Mein jo rootha tou mananey
bhi na aya koi Aik woh door ke soney bhi
na dete they mujhe
Aik yeh wakt ke jaganey bhi
na aya koi Dag-magata tha tou sou hath
lapakte they mujhe
Gir gaya hoon tou uthaney bhi
nahin aya koi Janey ahbab pe kya guzri,
khuda kher kare
Arsay se neya zakham
laganey nahin aya koi Aese utra hoon dilon se ke
hansaana tou kuja
Aik muddat se rulaney bhi
nahin aya koi Yun tou so baar, toota, jura,
magar ab ke amin
Aese toota ke bananey bhi
nahin aya koi ….
Ab ke ehsaan jataney bhi nahin aya koi.
Related posts:
If you enjoyed this article just click here, or subscribe to receive more great content just like it.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)